SEARCH RESULTS
Showing search results for "naashaad"
Nazm MATCHES FOR "naashaad"
Nazm
shikast
apne siine se lagaa.e hu.e ummiid kii laash
muddato.n ziist ko naashaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii ulfat ko bahut yaad karogii
apne dil-e-maa'suum ko naashaad karogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramayan ka ek scene
sochaa yahii ki jaan se bekas guzar na jaa.e
naashaad ham ko dekh ke maa.n aur mar na jaa.e
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bachpan
vo lamhe vo yaade.n sajaa kar ke yaaro
ye naashaad dil shaad karne lagaa huu.n
Nitin Nayab
Nazm
zimmedari
ik taraf apnaa ye uljhaa dil-e-naashaad rakho
tum principal ho ye ik baat sadaa yaad rakho
Asna Badr
Nazm
bite hue din
'naashaad' zindagii se bezaar ho rahii hai
ai nit na.ii bahaaro kaliyo.n ko gudgudaa.o
Rabia Sultana Nashad
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
magar barq o aatish ke saa.e me.n ai dil
ye sadiyo.n ke KHud-rafta naashaad taa.ir
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
ulfat ka shikwa
nazar se ho to saktaa hai pa naashaad
magar ham dil se kyaa parda kare.nge