SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuskha e haa e wafa faiz ahmad faiz ebooks"
Nazm MATCHES FOR "nuskha e haa e wafa faiz ahmad faiz ebooks"
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai raushniyon ke shahr
sabza sabza suukh rahii hai phiikii zard dopahar
diivaaro.n ko chaaT rahaa hai tanhaa.ii kaa zahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
buniyaad kuchh to ho
kuu-e-sitam kii KHaamushii aabaad kuchh to ho
kuchh to kaho sitam-kasho, fariyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
Thahar ga.ii aasmaa.n kii nadiyaa
vo jaa lagii hai ufaq kinaare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
ravish-ravish hai vahii intizaar kaa mausam
nahii.n hai ko.ii bhii mausam bahaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lao to qatl-nama mera
sun.ne ko bhii.D hai sar-e-mahshar lagii hu.ii
tohmat tumhaare ishq kii ham par lagii hu.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
tiirgii hai ki u.nmaDtii hii chalii aatii hai
shab kii rag rag se lahuu phuuT rahaa ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sarod-e-shabana
gum hai ik kaif me.n fazaa-e-hayaat
KHaamushii sajda-e-niyaaz me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
manzar
aasmaa.n aaj ik bahr-e-pur-shor hai
jis me.n har-suu ravaa.n baadalo.n ke jahaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
nahii.n hai yuu.n to nahii.n hai ki ab nahii.n paidaa
kasii ke husn me.n shamshiir-e-aaftaab kaa husn
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahar-e-yaran
aasmaa.n kii god me.n dam to.Dtaa hai tifl-e-abr
jam rahaa hai abr ke ho.nTo.n pe KHuu.n-aaluud kaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
dekhne kii to kise taab hai lekin ab tak
jab bhii us raah se guzro to kisii dukh kii kasak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
bezaar fazaa darpa-e-aazaar sabaa hai
yuu.n hai ki har ik hamdam-e-deriina KHafaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir barq farozaa.n hai sar-e-vaadii-e-siinaa
phir rang pe hai sho.ala-e-ruKHsaar-e-haqiiqat