SEARCH RESULTS
Showing search results for "sad"
Nazm MATCHES FOR "sad"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
sad-naaz se utraa kartii thii
sahbaa-e-Gam-e-jaanaa.n kii parii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
gudaaz jism qabaa jis pe saj ke naaz kare
daraaz qad jise sarv-e-sahii namaaz kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
sub.h tak Dhal ke ko.ii harf-e-vafaa aa.egaa
ishq aa.egaa ba-sad laGzish-e-paa aa.egaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
mere ahd ke hasino
jo hamaarii dastaras se rahe duur duur ab tak
hame.n dekhte rahe hai.n jo ba-sad Guruur ab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tairte rahe the ek shaad-kaam KHauf se
ki jaise paanii aa.nsu.o.n me.n tairtaa rahe
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
chhe.Dtii hai jise mizraab-e-alam
saaz-e-fitrat kaa vahii taar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
in sab ke imtizaaj se paidaa hu.ii hai tuu
kitne hasii.n ufuq se huvaidaa hu.ii hai tuu
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
isii zamiin ne dekhaa thaa baal-pan in kaa
yahii.n dikhaa.ii thii.n in sab ne baal-liilaa.e.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
abul-ala-marri
afsos-sad-afsos ki shaahii.n na banaa tuu
dekhe na tirii aa.nkh ne fitrat ke ishaaraat!