SEARCH RESULTS
Showing search results for "saum"
Nazm MATCHES FOR "saum"
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
ho tujh se tark-e-saum-o-salaat-o-zakaat-o-haj
kuchh Dar nahii.n janaab-e-risaalat-panaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
itna malum hai!
KHud se is baat pe sau baar vo uljhaa hogaa
kal vo aa.egii to mai.n us se nahii.n boluu.ngaa
Parveen Shakir
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun phir KHuun hai sau shakl badal saktaa hai
aisii shakle.n ki miTaa.o to miTaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
yaaquut pighalte rahte hai.n
ab apnii gum-sum aa.nkho.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
mahmud-o-ayaz
kabhii namaaziyo.n me.n saum aur salaat pe naaz
Garaz ki us ko hai apnii har ek baat pe naaz
Shauq Bahraichi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
sau saal se jo turbat chaadar ko tarastii thii
ab us pe aqiidat ke phuulo.n kii numaa.ish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya hukm-nama
ki jab ik rang me.n sau rang zaahir ho ga.e hai.n to
kitne pareshaa.n hai.n kitne ta.ng rahte hai.n
Javed Akhtar
Nazm
tum apni karni kar guzro
sau baar base aur uja.D ga.e
sau baar luTe aur bhar paayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baiTha hai mere samne wo
sab baat samajh rahaa hai lekin
gum-sum saa mujh ko dekhtaa hai