SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikaar"
Nazm MATCHES FOR "shikaar"
Nazm
etiraf
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barkha-rut
chiito.n ko na thii shikaar kii sudh
hirno.n ko na thii qataar kii sudh
Altaf Hussain Hali
Nazm
karl marx
aaj kii fir.auniyat bhii kuchh isii andaaz se
rafta rafta hotii jaa.egii shikaar-e-inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
ishq aur maut
baqaa ko jo dekhaa fanaa ho ga.ii vo
qazaa thii shikaar qazaa ho ga.ii vo
Allama Iqbal
Nazm
bewa ki KHud-kushi
baaGbaa.n to qabr me.n hai kaun ab dekhe bahaar
KHud usii ko tiir us ke karne vaale hai.n shikaar
Kaifi Azmi
Nazm
sher aur KHargosh
kabhii ek do aur kabhii tiin tiin
jahaa.n bhii mile jis qadar bhii shikaar
Gulzar
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
jaa.uu.n shikaar ko gar baa-hamrahaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
chhabbis january
ham bhaartii shikaar hai.n apne hii vaar ke
ai shaa.ntii ahinsaa kii u.Dtii hu.ii parii
Nazeer Banarasi
Nazm
aahang-e-nau
mard-o-zan piir-o-javaa.n in ke mazaalim ke shikaar
KHuun-e-ma.asuum me.n Duubii hu.ii in kii talvaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hawwa ki beTi
ghaat me.n terii rahaa ye KHud-Garaz sarmaaya-daar
kheltaa hai jo baraabar nau-e-insaa.n kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
pata nahin wo kaun tha
mai.n be-hisaab aarzuu.o.n kaa shikaar
intihaa-e-shauq me.n fareb us kaa khaa gayaa