SEARCH RESULTS
Showing search results for "राम"
Nazm MATCHES FOR "राम"
Nazm
dusra ban-bas
raam ban-baas se jab lauT ke ghar me.n aa.e
yaad jangal bahut aayaa jo nagar me.n aa.e
Kaifi Azmi
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
raat aur din kaa vo samaa.n na rahaa
vo zamii.n aur vo aasmaa.n na rahaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
isii zamiin pe khelaa hai 'raam' kaa bachpan
isii zamiin pe un nanhe nanhe haatho.n ne
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chand nasihaten
ha.ns ke milnaa raam kar lenaa har har insaan ko
sab se miiThaa bolne kii tum ko aadat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
raam ke ham-raah cha.Dhii ran me.n tuu
paa.nDav ke bhii saath phirii ban me.n tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
urdu
agar tum raam ho to phir ye raavan kaa chalan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
KHwab-e-sahar
mahr sadiyo.n se chamaktaa hii rahaa aflaak par
raat hii taarii rahii insaan ke idraak par