SEARCH RESULTS
Showing search results for "aflaakii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aflaakii"
Ghazal
KHaakii hai magar is ke andaaz hai.n aflaakii
ruumii hai na shaamii hai kaashii na samarqandii
Allama Iqbal
Nazm
aisa ho ki na-mauud ho
yaa yuu.n kahe.n KHaakii na ho.n
sad-haif aflaakii na ho.n
Shahram Sarmadi
MORE MATCHES FOR "aflaakii"
Ghazal
kab tak rahe mahkuumi-e-anjum me.n mirii KHaak
yaa mai.n nahii.n yaa gardish-e-aflaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
aflaak se aataa hai naalo.n kaa javaab aaKHir
karte hai.n KHitaab aaKHir uThte hai.n hijaab aaKHir
Allama Iqbal
Sher
daanista ham ne apne sabhii Gam chhupaa liye
puuchhaa kisii ne haal to bas muskuraa diye
Aafaque Siddiqui
Ghazal
aafaaq kii manzil se gayaa kaun salaamat
asbaab luTaa raah me.n yaa.n har safarii kaa













