SEARCH RESULTS
Showing search results for "aflaakii"
Nazm MATCHES FOR "aflaakii"
Nazm
aisa ho ki na-mauud ho
yaa yuu.n kahe.n KHaakii na ho.n
sad-haif aflaakii na ho.n
Shahram Sarmadi
Nazm
jawab-e-shikwa
KHema-e-aflaak kaa istaada isii naam se hai
nabz-e-hastii tapish-aamaada isii naam se hai
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
chhaa ga.ii aashufta ho kar vus.at-e-aflaak par
jis ko naadaanii se ham samjhe the ik musht-e-Gubaar
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
har ek ghar me.n hai aflaas aur bhuuk kaa shor
har ek samt ye insaaniyat kii aah-o-bukaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
26 january
daulat ba.Dhii to mulk me.n iflaas kyuu.n ba.Dhaa
KHush-haalii-e-avaam ke asbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
izzat sab us ke dil kii ga.nvaatii hai muflisii
kaisaa hii aadmii ho par iflaas ke tufail
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ye siyah jho.npa.Daa me.n jis me.n pa.Daa sochtaa huu.n
mere aflaas ke rau.nde hu.e ajdaad kii
Noon Meem Rashid
Nazm
yaad-e-aligarh
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
vo ruKH aaftaabii pe abruu hilaalii