SEARCH RESULTS
Showing search results for "biim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "biim"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Ghazal
muhiit-e-ishq me.n hai kyaa umiid o biim mujhe
ki Duub Duub ke kashtii mirii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "biim"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "biim"
Ghazal
vo marG-zaar ki biim-e-KHizaa.n nahii.n jis me.n
Gamii.n na ho ki tire aashiyaa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
umiid-o-biim ke mehvar se haT ke dekhte hai.n
zaraa sii der ko duniyaa se kaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
biim-e-raqiib se nahii.n karte vidaa'-e-hosh
majbuur yaa.n talak hu.e ai iKHtiyaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
taGaaful bad-gumaanii balki merii saKHt-jaanii se
nigaah-e-be-hijaab-e-naaz ko biim-e-gazand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har gaam aable se hai dil dar-tah-e-qadam
kyaa biim ahl-e-dard ko saKHtii-e-raah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
luu.n vaam baKHt-e-KHufta se yak KHvaab-e-KHush asad
lekin ye biim hai ki kahaa.n se adaa karuu.n
Mirza Ghalib
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Ghazal
jho.nko.n kii nazr hai chaman-e-intizaar-e-dost
yaad-e-ummiid-o-biim kii ye sansanaahaTe.n











