SEARCH RESULTS
Showing search results for "durra-e-mauj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "durra-e-mauj"
Ghazal
durra-e-mauj lagaataa hai use be-taqsiir
kyuu.n na ho laasha miraa shikva-guzaar-e-dariyaa
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
ai 'mauj' merii kashtii-e-ulfat vahii.n rahii
tuufaan mere chaaro.n taraf se guzar ga.e
Mauj Fatehgarhi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
muusaa Daraa maut se aur aage maut kha.Dii
मूसा डरा मौत से और आगे मौत खड़ीمُوسیٰ ڈَرا مَوت سے اَور آگے مَوت کَھڑی
موت سے چھٹکارہ ممکن نہیں ۔
BOOKS MATCHES FOR "durra-e-mauj"
MORE MATCHES FOR "durra-e-mauj"
Ghazal
maujzan rahtaa thaa tuufaan-e-uKHuuvat ai 'mauj'
dil me.n tuufaan mohabbat kaa basaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ai 'mauj' sukuu.n-baKHsh hai.n amvaaj-e-mohabbat
aaGosh me.n tuufaa.n ke bhii aaraam bahut hai
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ai 'mauj' balaa-KHez hai dariyaa-e-mohabbat
tuufaan kaa aalam hai jidhar dekh rahaa huu.n
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
baiThaa hai 'mauj' bazm me.n is kaa bhii kar KHayaal
pahluu me.n tere dard-e-mohabbat liye hu.e
Mauj Rampuri
Ghazal
hai is ko faqat apnii hii azraa kaa junuu.n
ye 'mauj' bhii ai dosto vaamiq niklaa
Mauj Rampuri
Ghazal
KHudaa pe chho.D ke ai 'mauj' kashtii-e-ulfat
sukuun paa ga.e fikr-e-ma.aal se bhii ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
'mauj' bahr-e-ulfat me.n laazmii hai.n Gavvaasii
Garq hone vaale hii paar bhii utarte hai.n
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ik dil-e-pur-soz-e-'mauj' aur bahr-e-ishq
aag paanii me.n ravaa.n hai aaj-kal