SEARCH RESULTS
Showing search results for "haamil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haamil"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "haamil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haamil"
Mazahiya
ajab tazaad kii haamil hai us kii shaKHsiyyat
ajiib shaKHs hai barbaad ho ke ha.nstaa hai
Dilawar Figar
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
kitne tuufaano.n kii haamil thii lahuu kii ik buu.nd
dil me.n ik lahr uThii aa.nkh se dariyaa barsaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jo dard kaa haamil hai vo zauq me.n kaamil hai
behis ko nahii.n hotaa iiqaan mohabbat kaa
Qadr Oraizi
Non prevalent ghazals
diivaanagaa.n hai.n haamil-e-raaz-e-nihaan-e-'ishq
ai be-tamiiz ganj ko viiraana chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n dil tire KHayaal kaa haamil nahii.n rahaa
ye aa.iina bhii diid ke qaabil nahii.n rahaa
Saghar Khayyami
Nazm
aahang-e-nau
ye darinde ye sharaafat ke puraane dushman
tum ki ho haamil-e-aadaab-o-rivaayaat-e-kuhan
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sikke ke saath saath jo pag.Dii uchhal pa.Dii
jitne bache the haamil-e-dastaar mar ga.e