SEARCH RESULTS
Showing search results for "haamil"
Nazm MATCHES FOR "haamil"
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
aahang-e-nau
ye darinde ye sharaafat ke puraane dushman
tum ki ho haamil-e-aadaab-o-rivaayaat-e-kuhan
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe bhul jao
ye sachchii mohabbat kaa haamil nahii.n thaa
tumhaarii parastish ke qaabil nahii.n thaa
Meem Hasan Lateefi
Nazm
do-aba bast jalandhar
gosha gosha teraa nuur-e-ilm se ma.amuur hai
zarra zarra haamil-e-nuur-e-charaaG-e-tuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
KHamosh raat uski muntazir thi
phir zamiin pe phe.nkaa aur masal diyaa
'vo' aur naarii ek sii KHusuusiyaat ke haamil hai.n
Saira Iqbal
Nazm
mazarat
mujhe mu.aaf karnaa mohabbat ke haamil saraabo
ki baa.nho.n me.n aa kar basaa huu.n tumhaarii
Riyaz Latif
Nazm
shart-e-rifaqat
mere har raaz kii haamil ho tumhaarii dha.Dkan
aur ham ek hii zanjiir me.n paa-basta ho.n
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
the last samurai
gavaah rahnaa
ye past-qaamat kariih chehro.n ghamanD lahjo.n sisaktii sargoshiyo.n ke haamil
Kamran Nafees
Nazm
phir lauT chalen
jahaa.n insaan
jaanvar se bad-tar KHaslato.n kaa haamil ho gayaa hai
Ahsan Rizwi
Nazm
gul-e-tar
ai gul-e-tar kis qadar dilkash hai nazzaara tiraa
haamil-e-husn-e-azal hai qalb-e-sii-paara tiraa