SEARCH RESULTS
Showing search results for "naashte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naashte"
Ghazal
miraa dushman sunaa hai kal se bhuukaa la.D rahaa hai
ye pahlaa tiir us ko naashte me.n jaa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
us me.n se aadhii khaa.ii thii
baaqii jo bachii vo meraa aaj kaa naashta hai
Meeraji
Mazahiya
puuchhaa ki naashte kaa ko.ii intizaam hai
bolii.n mujhe pataa ho tuu mujh par haraam hai
Shaukat Jamal
PAGE MATCHES FOR "naashte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naashte"
Ghazal
bad-gumaanii ko kiyaa chaa.e pilaa kar ruKHsat
naashte kaa bhii talabgaar nahii.n hone diyaa
Mannan Bijnori
Nazm
maulwi jannat mein
maulvii jannat me.n paho.nche to ajab the silsile
naashte me.n sub.h ko bas chaa.e aur paape mile
Syed Hashmat Sohail
Mazahiya
Khalid Irfan
Sher
guzaartaa huu.n jo shab ishq-e-be-ma.aash ke saath
to sub.h ashk mire naashte pe girte hai.n
Sabir Zafar
Ghazal
naashte par jise aazaad kiyaa hai mai.n ne
dopahar ke liye irshaad kiyaa hai mai.n ne
Rauf Raza
Nazm
dastak
kabhii kabhii to naashte kii mez par bhii gir jaate hai.n
jinhe.n sameTnaa ek mushkil kaam hai
Ali Sahil
Ghazal
hazaar sub.h-e-safar naashte kii mez pe thii
mai.n garm-e-sair hu.aa nuur ke haraare liye
Shahid Makuli
Mazahiya
ho naashte me.n lunch me.n phir ho ye dinner me.n
bas un kaa chale to mile har aan samosa
Kaleem Chughtai
Nazm
nai paud
naashte kii mez par chhiin aur jhapaT
phe.nk de.n chamche rakaabii de.n ulaT






