SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya-e-baal-e-humaa-e-ra.nj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaya-e-baal-e-humaa-e-ra.nj"
Ghazal
saudaa-e-ishq me.n ye sa.aadat husuul hai
baKHt-e-siyah hai saaya-e-baal-e-humaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ma.nDlaa rahe the jin ke saro.n par kulaaG o buum
vo faizyaab-e-saaya-e-baal-e-humaa hu.e
Hameed Jalandhari
Ghazal
yak-baKHt auj nazr-e-subuk-baarii-e-'asad'
sar par vabaal-e-saaya-e-baal-e-humaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
ho gayaa kyaa saaya-e-baal-e-humaa saaya tiraa
is qadar duur aap ko mujh se na ai diivaar khii.nch
Shah Akbar Danapuri
PAGE MATCHES FOR "saaya-e-baal-e-humaa-e-ra.nj"
MORE MATCHES FOR "saaya-e-baal-e-humaa-e-ra.nj"
Ghazal
sar faro laate nahii.n zholiida-muuyaa.n 'ishq ke
saaya-e-baal-e-humaa par maare.n hai.n paa-posh ham
Meer Faiz Ali
Ghazal
'zaakir' ye taaj-o-taKHt hai mansuub un ke naam
jin ke saro.n pe saaya-e-baal-e-humaa bhii hai
Zakir Khan Zakir
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
shaaho.n ke saath ye bhii hai taqdiir kaa mazaaq
rizq-e-humaa ho.n saaya-e-baal-e-humaa ke ba.ad
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
saaya-e-baal-e-humaa kyaa Dhuu.nDhtaa hai ai 'amiir'
baiTh zer-e-saaya-e-diivaar qaisar-baaG me.n
Ameer Minai
Nazm
swadeshi tahrik
usii ke saaya me.n paataa hai parvarish iqbaal
misaal-e-saaya-e-baal-e-humaa sudeshii hai
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
vo be-dimaaG-e-minnat-e-iqbaal huu.n ki mai.n
vahshat ba-daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
iqbaal-e-kulfat-e-dil-e-be-mudda'aa rassaa
aKHtar ko daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vus.at-e-mashrab niyaaz-e-kulfat-e-vahshat 'asad'
yak-bayaabaa.n saaya-e-baal-e-humaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
paa.nv me.n apnaa hii saaya hai pareshaan 'jamiil'
sar pe dastaar-e-par-o-baal-e-humaa KHuub sahii
Jameel Malik
Ghazal
hame.n shu.uur-e-haqiiqat nahii.n so ham aksar
fareb-e-jumbish-e-baal-e-humaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Nazm
dua
na to qadmo.n ke tale farsh-e-guhar maa.ngaa hai
aur na sar par kulah-e-baal-e-humaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
is baadshaah-e-husn kii manzil me.n chaahiye
baal-e-humaa kii par-chhatii diivaar ke liye