SEARCH RESULTS
Showing search results for "shu.aa-e-niim-khvaabii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shu.aa-e-niim-khvaabii"
Ghazal
ko.ii hoshyaar kyuu.nkar ise dilbarii me.n jaane
ye nazar ki jo ba-zaahir hai shu.aa-e-niim-KHvaabii
Suha Mujaddadi
Ghazal
Irfan Siddiqi
MORE MATCHES FOR "shu.aa-e-niim-khvaabii"
Ghazal
us chashm-e-niim-KHvaab kii dekhe agar bahaar
nargis chaman me.n taKHta-e-diivaar hovegaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vo chashm-e-niim-KHvaab ki hai hashr dar jilau
fitna uThaa ga.ii to biThaayaa na jaa.egaa
Imtiyaz Ali Arshi
Nazm
naqsh-e-pa
ye niim-KHvaab ghaas par udaas udaas naqsh-e-paa
kuchal rahaa hai shabnamii libaas kii hayaat ko
Akhtarul Iman
Ghazal
ik husn-e-niim-KHvaab kaa aalam hii aur hai
so.ii hu.ii adaa ko jagaane me.n kuchh nahii.n
Nushur Wahidi
Ghazal
hu.e hamesha ko ranj-e-KHumaar se faariG
milaa ke aa.nkh kisii chashm-e-niim-KHvaab se ham
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
khule hai naaz se gulshan me.n Guncha-e-nargis
zaraa dikhaa to use chashm-e-niim-KHvaab to de