SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu mein qaseeda nigari abu mohammad sahar ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "urdu mein qaseeda nigari abu mohammad sahar ebooks"
Nazm
dosti ka hath
guzar ga.e ka.ii mausam ka.ii rute.n badlii.n
udaas tum bhii ho yaaro udaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaalihaana mire dil me.n mirii jaa.n me.n aa jaa
mere iimaa.n me.n mire vahm-o-gumaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
muKHtasar se muKHtasar ye ishq kaa anjaam hai
har tamanna muztarib har aarzuu naakaam hai
Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri
MORE MATCHES FOR "urdu mein qaseeda nigari abu mohammad sahar ebooks"
Nazm
nura
vo nau-KHez nuuraa vo ik bint-e-maryam
vo maKHmuur aa.nkhe.n vo gesu-e-pur-KHam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
laraz rahaa thaa vatan jis KHayaal ke Dar se
vo aaj KHuun rulaataa hai diida-e-tar se
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
aa.ina-KHaana kare.nge dil-e-naakaam ko ham
phere.nge apnii taraf ruu-e-dil-aaraam ko ham
Haidar Ali Aatish
Nazm
bulbul o parwana
giraa rahaa hai tiraa shauq sham.a par tujh ko
mujhe ye Dar hai na pahu.nche kahii.n zarar tujh ko