SEARCH RESULTS
Showing search results for "تساہل"
Ghazal MATCHES FOR "تساہل"
Ghazal
Ain Tabish
Ghazal
niyyate.n badlii hai.n rahbar ne tasaahul bartaa
qaafila jab bhii zaraa ban ke chalaa hai yaaro
Qamar usmani
Ghazal
yuu.n to na tasaahul na taGaaful na tajaahul
kuchh aur hai us kaafir-e-tannaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
Iqbal Bharti
Ghazal
tasaahul ham ne bartaa yaa taGaaful aap kii KHuu hai
milegaa in savaalo.n kaa javaab aahista aahista
Mohsin Usmani
Ghazal
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
hame.n kahii.n na pahu.nchne diyaa tasaahul ne
badan na hotaa to shaayad kahii.n pahu.nch sakte
Shahid Makuli
Ghazal
sustaa.e hai iraada tasaahul ke ruu-ba-ruu
dukhte hai.n paa.nv saaya-e-diivaar dekh kar
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
diivaana huu.n mujhe na tasaahul se baa.ndhiye
haatho.n ko KHuub rishta-e-kaakul se baa.ndhiye
Joshish Azimabadi
Ghazal
jo mere tasaahul ke sabab TuuT gayaa hai
us TuuTe khilaune se mujhe pyaar ba.Daa thaa
Fakhr Zaman
Ghazal
be-maqsadii-e-dahr kaa maz.har hai tasaahul
karne ko na ho kaam to insaan kare KHaak
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
gulshan me.n bahaar aa.ii hai gul jaam-ba-kaf hai.n
is fasl me.n saaqii ke tasaahul ne rulaayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
mujh ko duniyaa ne miTaane me.n na kuchh taaKHiir kii
kis qayaamat kaa tasaahul tere aane me.n hu.aa
Jafar Shirazi
Ghazal
baa'z auqaat to mai.n 'aalam-e-huu ko KHud me.n
khii.nch letaa huu.n tasaahul kii faraavaanii se