SEARCH RESULTS
Showing search results for "جبہہ"
Ghazal MATCHES FOR "جبہہ"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
na aayaa rahm kuchh bhii aah dil me.n us sitamgar ke
hamaarii jab.ha-saa.ii ke asar se aastaa.n royaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
allaah re jab.ha saa.i-e-KHaak-e-hariim-e-dost
bande ko banda sajde ko sajda banaa diyaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ab anaa ko kare sajda to mohabbat hii kare
jab.ha-saa aap nahii.n naasiya-saa ham bhii nahii.n
Raheel Farooq
Ghazal
jab.ha-saa.ii kaa iraada ho to pahu.nchaa degaa
dar tak us but ke KHudaa haafiz-o-naasir ho kar
Jalal Lakhnavi
Ghazal
mile jo rutba tire dar kii jab.ha-saa.ii kaa
to ek silsila ho shaahii-o-gadaa.ii kaa
Ismail Merathi
Ghazal
maze mile tire dar par vo jab.ha-saa.ii ke
mai.n be-niyaaz-e-azaab-o-savaab ho ke rahaa
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
uThvaa rahaa hai mujh ko 'nudrat' kisii ke dar se
ye zauq-e-sajda-rezii ye shauq-e-jib.ha-saa.ii
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
mai.n jab.ha saa huu.n us dar-e-aalii-maqaam kaa
kaaba jahaa.n javaab na paa.e salaam kaa