SEARCH RESULTS
Showing search results for "زکي"
Ghazal MATCHES FOR "زکي"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHuu.n bahaataa hu.aa zanjiir-zanii kartaa hu.aa
ko.ii paagal hai jo behaal hu.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
shaayad ki fasl-e-sa.ng-zanii kuchh qariib hai
vo khelne ko barf ke gaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
umr bhar sa.ng-zanii karte rahe ahl-e-vatan
ye alag baat ki dafnaa.e.nge e.azaaz ke saath
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
isii ne sahl kiye mujh pe zindagii ke 'azaab
vo ahd-e-sang-zanii thaa ki daur-e-teG-e-ajal
Ahmad Faraz
Ghazal
Mahmood Zaki
Ghazal
terii nazar ke ishaaro.n kii baat kaun kare
zamii.n pe rah ke sitaaro.n kii baat kaun kare
Mahmood Zaki
Ghazal
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haa.n kabhii dil se guzartaa thaa juluus-e-KHvaahish
aaj usii tarah kii ik naara-zanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
mere siine se zaraa kaan lagaa kar dekho
saa.ns chaltii hai ki zanjiir-zanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
KHalq kii sang-zanii merii KHataa.o.n kaa sila
tum to maa'suum ho tum duur zaraa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHalq kii sa.ng-zanii kaa hai ye 'kausar' ehsaan
tah me.n jis ke ga.e sab husn o qubah dab mere
Kausar Niyazi
Ghazal
kaaGaz kii naav huu.n jise tinkaa Dubo sake
yuu.n bhii nahii.n ki aap se ye bhii na ho sake
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
sadaa-e-maatam-e-dil sun ke KHush vo hote hai.n
navaa-e-siina-zanii hai ki shaadiyaana-e-ishq