SEARCH RESULTS
Showing search results for "عصری ادب"
Ghazal MATCHES FOR "عصری ادب"
Ghazal
tavaaf karte the us kaa bahaar ke manzar
jo dil kii sej pe utrii ajab savaarii thii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
duur ho.n chaara-garaan-e-vaqt bas ab duur ho.n
'asr' kii takliif kaa dard-aashnaa to ek hai
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
asr-e-aashuur se is arsa-e-shab tak ab tak
istiGaase kii sadaa aatii hai sab tak ab tak
Ahmad Fareed
Ghazal
hotaa hai tujhe dekh ke KHush arbada-juu bhii
ai dost mohabbat kii harii shaaKH hai tuu bhii
Josh Adeeb
Ghazal
ham vo majbuur ki hijrat bhii nahii.n kar sakte
ya.anii aazaadii kii chaahat bhii nahii.n kar sakte
Danish Asari
Ghazal
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
dariyaa kii mauj hii me.n nahii.n iztiraab hai
sa.ng-e-ravaa.n ke dil me.n bhii ik zaKHm-e-aab hai
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
hangaama bapaa hashr kaa ai dosto jab ho
saaqii-e-gul-andaam ho aur bint-e-inab ho