SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیما"
Ghazal MATCHES FOR "پیما"
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ye zid hai yaad hariifaan-e-baada-paimaa kii
ki shab ko chaa.nd na nikle na din ko abr aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qais kaa zikr mire shaan-e-junuu.n ke aage
agle vaqto.n kaa ko.ii baadiya-paimaa hogaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham jaa ke kahaa.n baadiya-paimaa hu.e 'mohsin'
jis dasht me.n sabza na kahii.n ko.ii shajar thaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
junuu.n kaar-farmaa hu.aa chaahtaa hai
qadam dasht paimaa hu.aa chaahtaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
miraa jaam-e-shab sulemaa.n hama taaj-e-KHusravaana
mirii chashm-e-roz paimaa hama kaasa-e-gadaa.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
is zamaane me.n tire baadiya-paimaa bhii ajab
jam ke baiThe.n jo kahii.n misl-e-nagii.n naam kare.n
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
hisaab-e-mai hai hariifaan-e-baada-paimaa se
uThegaa ab ke rag-e-taak se dhu.aa.n kyaa kyaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Mustafa Rahi
Ghazal
jo hai sharaab hariifaan-e-baada-paimaa ko
hamaare vaaste mauzuu-e-guftuguu hii sahii
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Aasi Ramnagri
Ghazal
vaadii-e-kun se Gam-e-marhala-paimaa niklaa
merii kashtii ko liye vaqt kaa dariyaa niklaa
Kausar Jayasi
Ghazal
ham qaafiya-paimaa nahii.n shaa.ir hu.e 'hassaan'
aur miir-taqii-'miir' hai ustaad hamaaraa