SEARCH RESULTS
Showing search results for "گپھا"
Ghazal MATCHES FOR "گپھا"
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Fasih Akmal
Ghazal
behtar hai palaT jaa.o siyah-KHaana-e-Gam se
is sard guphaa me.n to havaa tak nahii.n aatii
Shakeb Jalali
Ghazal
mirii talaash me.n niklii thii aaftaab kii fauj
jo mai.n guphaa se nikaltaa to aaj mar jaataa
Qaisar Siddiqi
Ghazal
Khursheed Rizvi
Ghazal
jaa chhupe andhii guphaa me.n jo qad-aavar log the
aur bauno.n kii hu.ii hai hukmaraanii har taraf
Shabab Lalit
Ghazal
in parbato.n ke biich thii mastuur ik guphaa
patthar kii narmiyo.n me.n thii mahfuuz kaa.enaat
Wahab Danish
Ghazal
hai mohabbat me.n ujaalaa hii ujaalaa lekin
ye guphaa duur se taariik nazar aatii hai
Ali Qaisar
Ghazal
phe.nk aayaa thaa vo mujh ko kisii andhii guphaa me.n
manzil pe mujhe paa ke vo hairaan bahut hai
Rasheeduzzafar
Ghazal
jaataa kahaa.n ki aage ko.ii raasta na thaa
andhii guphaa me.n merii anaa le ga.ii mujhe
Nau Bahar Sabir
Ghazal
tamaam umr use Dhuu.nDne me.n sarf hu.ii
jo chhup ke mere badan kii guphaa me.n baiThaa thaa
Shabab Lalit
Ghazal
phir aaj ek shakl taraashii hai soch kii
dil kii guphaa me.n harf ke kachche mavaad se
Sajjad Babar
Ghazal
naa-qadriyo.n kii andhii guphaa saamne hai phir
diimak hii mere haath se shahkaar chhiin le
Saleem Ansari
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
Vishvanath Dard
Ghazal
muhiib tiira guphaa me.n badan hai sahmaa hu.aa
bas ek jugnuu hai jo hausla ba.Dhaataa hai
Aslam Haneef
Ghazal
har saaya apnii apnii guphaa me.n lu.Dhak gayaa
ham log ghuumte rahe sunsaan maal par