SEARCH RESULTS
Showing search results for "अकड़"
Ghazal MATCHES FOR "अकड़"
Ghazal
ta.ng aa chuke 'anant' ab le le patang anaa kii
mai.n Dhiil de rahaa huu.n ye aur aka.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
aka.D se nahii.n kaam sumbul kii ham ko
kisii zulf kaa pech o KHam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aan rakhtaa hai ajab yaar kaa la.D kar chalnaa
har qadam naaz ke Gusse me.n aka.D kar chalnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
raaz-o-niyaaz me.n bhii aka.D-fuu.n nahii.n ga.ii
vo KHat bhii likh rahaa hai to chaalaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
KHalvat me.n jis kii narm-mizaajii thii be-misaal
mahfil me.n be-sabab vahii mujh se aka.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
tiikhe-pan ke tire qurbaan aka.D ke sadqe
kyaa hii baiThaa hai lagaa kar ke sipar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
baat tujh se tire andaaz me.n hii kar rahaa ho
mere lahje kii aka.D sun ke tuu hairaan na ho
Anis Abr
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
khii.nchii jo merii tarah se qumrii ne aah-e-sard
jaa.De ke maare sarv chaman me.n aka.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dosto merii nahii.n taqsiir dil dene me.n kuchh
dil vo le kar hii uThe jab paas a.D kar baiTh jaa.e
Nizam Rampuri
Ghazal
aka.D kar bolne vaale na ho gar taan aaTe me.n
tave se qabl hii haatho.n me.n roTii TuuT jaatii hai
Mannan Bijnori
Ghazal
kyaa sarv aka.D rahaa hai kha.Daa juu.ebaar par
Tuk aap bhii to is gha.Dii siina ubhaariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chaa.nd kis baat kii hai tujh me.n aka.D bol zaraa
shaah-e-taiba zaraa unglii kaa ishaara karnaa
Hamza Daim
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ba.De-ba.Do.n se aka.D ke miltaa huu.n aaj-kal mai.n
mujhe KHudaa.o.n me.n ek banda nikaalnaa hai
Osama Zakir
Ghazal
saj-dhaj nigah aka.D chhab husn-o-adaa-o-shoKHii
naam-e-KHudaa hai.n tujh me.n ai naujavaan aaTho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
itnaa barfaab KHamoshii kaa jaziira hai yahaa.n
chaar din Thahruu.n to aavaaz aka.D jaa.egii