SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताबा-ए-फ़क़्र"
Ghazal MATCHES FOR "ताबा-ए-फ़क़्र"
Ghazal
aa.o kaabe se uThe.n suu-e-sanam-KHaana chale.n
taaba-e-faqr kahe savlat-e-shaahaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
tasavvur me.n 'taabaa.n' ye khoyaa hu.aa saa
ufuq par sar-e-shaam kyaa dekhtaa hai
Nihal Taban
Ghazal
vo bhii lamha aa.egaa 'taabaa.n' rah-e-hastii me.n jo
tere pazhmurda labo.n ko ko de jaa.egaa
Anwar Taban
Ghazal
tuu us nigaah se pii vaqt-e-mai-kashii 'taabaa.n'
kii jis nigaah pe qurbaan paarsaa.ii ho
Anwar Taban
Ghazal
vo puuchhte hai.n ki din kis tarah guzarte hai.n
ye ko.ii baat hai 'taabaa.n' unhe.n bataane kii
Anwar Taban
Ghazal
ye vaqt vo hai ki apne dayaar me.n 'taabaa.n'
har ek shaKHs Gariib-ud-dayaar jaisaa hai
Nihal Taban
Ghazal
Nihal Taban
Ghazal
Gair harjaa.ii miraa yaar liye jaataa hai
mujh pe 'taabaa.n' ye sitam aaj ba.Daa hotaa hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
aashiyaa.n baaG me.n aabaad thaa kal bulbul kaa
haa.e 'taabaa.n' ye sabab kyaa hai ki viiraan hai aaj
Taban Abdul Hai
Ghazal
'taabaa.n' ye Gazal ahl-e-shu.uuro.n ke liye hai
ahmaq na ko.ii samjhe to jaane miraa dhandas
Taban Abdul Hai
Ghazal
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ye mai-kada hai kaliisaa o KHaanqaah nahii.n
uruuj-e-fikr o faroG-e-nazar kii manzil hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vo KHaak samjhe.nge raaz-e-gul-o-saman 'taabaa.n'
jo ra.ng-o-buu ko fareb-e-nazar samajhte hai.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ye kahiye zauq-e-junuu.n kaam aa gayaa 'taabaa.n'
nahii.n to rasm-o-rah-e-aagahii ne maaraa thaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zikr aayaa thaa hayaat-e-abadii kaa 'taabaa.n'
log kyuu.n takne lage kuucha-e-qaatil kii taraf
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ba.De ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e 'taabaa.n'
rah-e-hayaat me.n aise maqaam bhii aa.e