SEARCH RESULTS
Showing search results for "दयार-ए-हिज्र"
Ghazal MATCHES FOR "दयार-ए-हिज्र"
Ghazal
dayaar-e-hijr me.n aataa huu.n muskuraataa huu.n
mai.n apne ranj uThaataa huu.n muskuraataa huu.n
Mohammad Ali Ayaz
Ghazal
Aslam Kolsarii
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
dayaar-e-hijr ke roza-guzaar chaahte hai.n
ki roza khole.n tire aur sharaab-e-naab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
dayaar-e-hijr kii suunii udaas galiyo.n me.n
pukaartaa hai ko.ii sub.h-o-shaam ishq ba-KHair
Rehman Faris
Ghazal
dayaar-e-hijr basaayaa hai jo ki barso.n me.n
dam-e-visaal kii KHaatir tabaah kar na sake
Ali Akbar Abbas
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
sabaa ke bas me.n nahii.n ab payaam-e-sub.h-e-visaal
dayaar-e-hijr ke zindaaniyo hu.aa so hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tazalzul me.n kis vaaste hai zamaana
shab-e-hijr hai ye qayaamat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
na rahnumaa hai na manzil dayaar-e-ulfat me.n
qadam uThaate hii KHizr-e-shikasta-paa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
taaq taaqat hai Gam-e-hijr kii biimaarii se
baiThte uThte hai.n aaho.n kii madad-gaarii se
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
ho gayaa aur shab-e-hijr kaa kaTnaa mushkil
chhup gayaa chaa.nd tirii yaad dilaa kar mujh ko