SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर-ओ-दीवार"
Ghazal MATCHES FOR "दर-ओ-दीवार"
Ghazal
apnii nazre.n dar-o-diivaar par aksar rakhnaa
ajnabii ghar me.n qadam soch-samajh kar rakhnaa
Asar Nizami
Ghazal
dar-o-diivaar pe shakle.n sii banaane aa.ii
phir ye baarish merii tanhaa.ii churaane aa.ii
Kaif Bhopali
Ghazal
ugaa sabza dar-o-diivaar par aahista aahista
hu.aa KHaalii sadaa.o.n se nagar aahista aahista
Muneer Niyazi
Ghazal
dar-o-diivaar bhii dete hai.n havaala meraa
kaise mumkin hu.aa is shahr me.n charchaa meraa
Mansoor Faaiz
Ghazal
haalaat ke kohna dar-o-diivaar se nikle.n
duniyaa ko badalnaa hai to ghar-baar se nikle.n
Shayan Quraishi
Ghazal
sar ko bachaate yaa dar-o-diivaar bechte
sar kii hifaazato.n me.n kyaa dastaar bechte
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
dar-o-diivaar kaa badlaa hu.aa huliya likhe.n
is havelii kaa ko.ii duusraa naqsha likhe.n
Seema Fareedi
Ghazal
chiiKHte hai.n dar-o-diivaar nahii.n hotaa mai.n
aa.nkh khulne pe bhii bedaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
shab-e-taariik chup thii dar-o-diivaar chup the
numuud-e-sub.h-e-nau ke sabhii aasaar chup the
Sarwar Arman
Ghazal
zalzale kaa KHauf taarii hai dar-o-diivaar par
jabki mai.n baiThaa hu.aa huu.n kaa.npte miinaar par