SEARCH RESULTS
Showing search results for "दोश-ए-नबी"
Ghazal MATCHES FOR "दोश-ए-नबी"
Ghazal
ghar me.n KHudaa ke shaan-e-yadullaah dekhnaa
dosh-e-nabii pe paa.nv the tasviir ke liye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
fir’aun kii aulaad ga.ii shams-o-qamar tak
aur aal-e-nabii niil ke saahil pe kha.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
'saabir' kaa hashr hashr me.n parvardigaar ho
as.haab-o-aal-e-paak-o-janaab-e-nabii ke saath
Fazal Husain Sabir
Ghazal
'saabir' kaa hashr hashr me.n parvardigaar ho
as.haab-o-aal-e-paak-o-janaab-e-nabii ke saath
Fazal Husain Sabir
Ghazal
'saabir' kaa hashr hashr me.n parvardigaar ho
as.haab-o-aal-e-paak-o-janaab-e-nabii ke saath
Fazal Husain Sabir
Ghazal
iimaan-o-hubb-e-aal-e-nabii saath hai 'fidaa'
be-zaad-o-raahila ye adam kaa safar nahii.n
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
siine me.n mire daaG-e-Gam-e-ishq-e-nabii hai
ik gauhar-e-naayaab mire haath lagaa hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
ajab muraqqaa-e-dilkash hai yaad-e-shahr-e-nabii
hazaar rang jahaa.n na.at kaa nikaltaa hai
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
yaziidiyat kaa a.ndheraa thaa saare kuufe me.n
kisii ne sibt-e-nabii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
jis kaa bhii ittibaa.a-e-nabii kaa mizaaj ho
us ko KHudaa ne jaise sikandar banaa diyaa
Lateef Saani
Ghazal
hai.n paak sabhii aal-e-nabii rijs se 'taabish'
tat.hiir se aaya hai ye isbaat mire haath