SEARCH RESULTS
Showing search results for "नग़्मा-ए-अल्लाह-हू"
Ghazal MATCHES FOR "नग़्मा-ए-अल्लाह-हू"
Ghazal
maanaa ki mai.n ik naGma-e-be-saut-o-sadaa huu.n
bhaTke hu.e logo.n ke liye baa.ng-e-daraa huu.n
Kaleem Saronji
Ghazal
daaman-e-hastii me.n tere jo hai.n zarre KHaak ke
zarb-e-allaah-huu se is miTTii ko pur-tanviir kar
Nazar Lakhnawi
Ghazal
KHas-o-KHaashaak ban kar jal uThegaa aalam-e-imkaa.n
dil-e-momin kare to naara-e-allaah-huu paidaa
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
allaah-re us kii chaukhaT hai bosa-gaah-e-aalam
kahtaa hai sa.ng-e-asvad mai.n sa.ng-e-aastaa.n huu.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
be-niyaaz naGma-e-duniyaa huu.n mai.n
apne dil kii dha.Dkane.n suntaa huu.n mai.n
Waliullah wali
Ghazal
naGma-e-ishq sunaataa huu.n mai.n is shaan ke saath
raqs kartaa hai zamaana mire vijdaan ke saath
Shakeel Badayuni
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
naGma-e-tuul-e-shab-e-hijr mire bas kaa nahii.n
mai.n agar lai ko paka.Dtaa huu.n to sam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
be-KHudii-e-shauq me.n bhii gosh-bar-aavaaz huu.n
har nafas ko naGma-e-saaz-e-alam hone to do
Faizi Nizam Puri
Ghazal
jo zauq-e-junuu.n aam kar de jahaa.n me.n
mai.n vo naGma-e-jaa.n-fazaa chaahtaa huu.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
sun mujhe Gaur se sun naGma-e-naa-paidaa huu.n
ko.ii aamaada nahii.n saaz uThaane ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
mai.n ek naGma-e-saada-mizaaj huu.n 'aasif'
qabaa-e-saaz me.n KHud ko chhupaa nahii.n saktaa
Ejaz Asif
Ghazal
jo zauq-e-junuu.n aam kar de jahaa.n me.n
mai.n vo naGma-e-jaa.n-fazaa chaahtaa huu.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
Gaur se suntaa huu.n sar dhuntaa huu.n ro pa.Dtaa huu.n
jab ko.ii naGma-e-pur-dard sunaataa hai mujhe
Kamal Jafari
Ghazal
chhe.Do na mujhe jaan-e-'ziyaa' fasl-e-junuu.n me.n
kyaa mai.n bhii ko.ii naGma-e-andoh-rubaa huu.n