SEARCH RESULTS
Showing search results for "नादानियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "नादानियाँ"
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
vafaadaariyaa.n saKHt naadaaniyaa.n hai.n
ki in ke natiije pashemaaniyaa.n hai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aayaa na phir vo daur ki jii bhar ke kheliye
bachpan ke baa'd phir na vo naadaaniyaa.n milii.n
Adeem Hashmi
Ghazal
ba.Dhaa rahii hai.n mire dukh nishaaniyaa.n terii
mai.n tere KHat tirii tasviir tak jalaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
aaKHirash kab tak rahe.ngii husn kii naadaaniyaa.n
husn se puuchho ki kab tak ishq diivaana rahe
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sukuu.n paa.nv chuume vo halchal machaa de
KHirad sar jhukaa de vo naadaaniyaa.n kar
Josh Malihabadi
Ghazal
mash.huur hai.n sikandar o jam kii nishaaniyaa.n
ai 'daaG' chho.D jaa.e.nge ham yaadgaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
yuu.n to hai.n be-shumaar vafaa kii nishaaniyaa.n
lekin har ek shai se niraale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
ye shaa.irii ye kitaabe.n ye aayate.n dil kii
nishaaniyaa.n ye sabhii tujh pe vaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ha.ns rahaa huu.n yaad kar ke ishq kii naadaaniyaa.n
sun rahaa huu.n daastaa.n apnii tire andaaz me.n
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
sab chho.De jaa rahe the safar kii nishaaniyaa.n
mai.n ne bhii ek naqsh banaayaa daraKHt par
Abbas Tabish
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
nahii.n ye jaantaa naadaaniyaa.n apnii hai.n us kii
ba.Daa bechain saa dil hai jo us par aa rahaa hai