SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-शक"
Ghazal MATCHES FOR "बे-शक"
Ghazal
mujhe a.ndhere me.n be-shak biThaa diyaa hotaa
magar charaaG kii suurat jalaa diyaa hotaa
Gulzar
Ghazal
tum apnii fikr ko be-shak u.Daan me.n rakhnaa
zamiin-bos imaarat bhii dhyaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Ghazal
apnii hii aavaaz ko be-shak kaan me.n rakhnaa
lekin shahr kii KHaamoshii bhii dhyaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii hii aavaaz ko be-shak kaan me.n rakhnaa
lekin shahar kii KHaamoshii bhii dhyaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-shak hamaare haath se talvaar chhiin le
mumkin nahii.n ki jur.at-e-iz.haar chhiin le
Saif Sehri
Ghazal
be-shak apne zebaa.ii par us ko naaz rahe
lekin shaam savere yaad aane se baaz rahe
Hina Ambareen
Ghazal
be-shak idhar na dekhnaa tum biich biich me.n
par dil hii dil me.n sochnaa tum biich biich me.n
Sohil Barelvi
Ghazal
baat be-shak na kare.n aap idhar dekhe.n to
log kis haal me.n hai.n ek nazar dekhe.n to
Murtaza Barlas
Ghazal
Anwar Pasha
Ghazal
Devmani pandey
Ghazal
KHud ko be-shak mire aa'saab pe taarii na samajh
lekin ai 'ishq mujhe 'ishq se 'aarii na samajh