SEARCH RESULTS
Showing search results for "मन्नत-गुज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "मन्नत-गुज़ार"
Ghazal
mannat-guzaar-e-raahzan-o-raahbar na the
ham kab hariif-e-gardish-e-shaam-o-sahar na the
Bismil Aghai
Ghazal
mannat-guzaar diida-e-giryaa.n na thaa kabhii
ye dil mariiz-e-jalva-e-jaanaa.n na thaa kabhii
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
mannat-guzaar-e-ahl-e-havas ho sakaa na dil
haa.il miraa zamiir mire raaste me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
daraKHt jhuumte rahte du'aa ke dhaago.n se
galii galii ko.ii mannat-guzaar hotaa thaa
Hina Ambareen
Ghazal
tere hii iltifaat kaa mannat-guzaar hai
jo haadisa bhii vaqt se kuchh peshtar hu.aa
Jamil Nazar
Ghazal
ham ne to kashtiyo.n ko Dubonaa kiyaa qubuul
mannat-guzaar ho na sake naa-KHudaa.o.n ke
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
kyaa shaan hai faraasat-e-momin kii dekhnaa
anvaar-e-kibriyaa kii hai mannat-guzaar aa.nkh
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
yuu.n to malne se rahii ye saltanat so shahryaar
paa.nv pa.D kar ro.iye minnat-gizaarii kiijiye
Ahmad Shahryar
Ghazal
Ram Parshad Sharda
Ghazal
Najm Aafandi
Ghazal
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
fusuun-e-rang tajallii-e-KHvaab-zaar na de
nigaah de bhii to minnat-kash-e-sahaar na de
Manzar Ejaz
Ghazal
tirii talab me.n mujhe sharmsaar honaa thaa
rahiin-e-minnat-e-lail-o-nahaar honaa thaa
Asghar Hasan Mujibi
Ghazal
rang-e-mahfil se fuzuu.n-tar mirii hairaanii hai
pairahan baa.is-e-izzat hai na uryaanii hai
Ali Iftikhar Jafri
Ghazal
yuu.n bhii to sataayaa hai tirii jalvagarii ne
aa.nkhe.n na milaa.ii.n mirii baaliG-nazarii ne
Shahab Sarmadi
Ghazal
Naim Hamid Ali
Ghazal
anjaam ye hu.aa hai dil-e-be-qaraar kaa
thamtaa nahii.n hai paa.nv hamaare Gubaar kaa