SEARCH RESULTS
Showing search results for "मोहर्रम"
Ghazal MATCHES FOR "मोहर्रम"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
us ne silvaa bhii liye ho.nge siyah-ra.ng libaas
ab moharram kii tarah iid manaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
mere mahbuub mire pyaar ko ilzaam na de
hijr me.n iid manaa.ii hai moharram kii tarah
Rana Sahri
Ghazal
mauj-e-ha.ngaam-e-charaaGaa.n hai na vo ra.ng-e-abiir
shoKHii-e-iid bhii KHaamosh moharram chup-chaap
Majaz Jaipuri
Ghazal
tark in dino.n jo yaar se guft-o-shuniid hai
ham ko moharram aur raqiibo.n ko iid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
mizaaj-e-vaqt moharram safar pe baat kare.n
sadii kaa karb to mansuub hai mahiino.n se
Kazim Husain Kazim
Ghazal
vahii kuufii vahii lashkar vahii paimaan-e-vafaa
vahii aasaar moharram ke mahiine vaale
Akhtar Ziai
Ghazal
Abdul Hamid
Ghazal
aziyyate.n hai.n moharram ke baa'd bhii kitnii
safar maziid hai.n maah-e-safar se aage bhii
Azad Husain Azad
Ghazal
ye jaur ahl-e-azaa par maziid karte rahe
sitam-shi.aar moharram me.n 'iid karte rahe
Mohsin Zaidi
Ghazal
'sarfaraaz' apne zamaane ko moharram na kahuu.n
ko.ii ramzaan mubaarak hai na shavvaal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
ho iid yaa moharram ham Gam kiyaa kare.nge
do roza dahr-e-duu.n me.n maatam kiyaa kare.nge
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
ko.ii ranj-o-alam aa.e na dil ke paas ai saaqii
jo ho aaGaaz-e-mai-noshii moharram ke mahiine se