SEARCH RESULTS
Showing search results for "सफ़र-ए-मंज़िल-ए-शब"
Ghazal MATCHES FOR "सफ़र-ए-मंज़िल-ए-शब"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo aashnaa-e-manzil-e-irfaa.n hu.aa nahii.n
jis ko tire karam kaa sahaaraa milaa nahii.n
Fana bulandshahri
Ghazal
yuu.n ta.Dap kar dil ne ta.Dpaayaa sar-e-mahfil mujhe
us ko qaatil kahne vaale kah uThe qaatil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
husuul-e-manzil-e-jaa.n kaa hunar nahii.n aayaa
vo raushnii thii ki kuchh bhii nazar nahii.n aayaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
nishaat-e-manzil-e-qalb-o-nazar ko yaad karo
safar me.n apne kisii ham-safar ko yaad karo
Raees Akhtar
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
dil-e-betaab ko taskiin to mil jaatii hai
merii har aah rasaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
bahut KHushnumaa hai gulistaan-e-aalam
magar sair karne kii fursat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
talaash-e-manzil-e-raahat me.n ham jahaa.n guzre
fareb-KHurda umiido.n ke darmiyaa.n guzre
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
karo jo kar sako bikhre hu.e vujuud ko jam'
ki kuchh na kuchh to Gubaar-e-safar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo gard saath na u.Dtii safar na yuu.n kaTtaa
Gubaar-e-raahguzar mauj-e-baal-o-par niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa