SEARCH RESULTS
Showing search results for "हराम"
Ghazal MATCHES FOR "हराम"
Ghazal
aaKHir hai.n kaun log jo baKHshe hii jaa.e.nge
taariiKH ke haraam se tauba kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
merii miinaa-e-Gazal me.n thii zaraa sii baaqii
sheKH kahtaa hai ki hai ye bhii haraam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
aaj tak shaiKH ke ikraam me.n jo shai thii haraam
ab vahii dushman-e-dii.n raahat-e-jaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye barhaman kaa karam vo ataa-e-shaiKH-e-haram
kabhii hayaat kabhii mai haraam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
judaa hu.e hai.n bahut log ek tum bhii sahii
ab itnii baat pe kyaa zindagii haraam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
hame.n bhii aatish-e-ulfat jalaa chukii 'akbar'
haraam ho ga.ii dozaKH kii naar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
piir-e-haram ne kahaa sun ke merii ruu.edaad
puKHta hai terii fuGaa.n ab na ise dil me.n thaam
Allama Iqbal
Ghazal
dair-o-haram pe khul ke jahaa.n baat ho sake
hai ek hii maqaam chalo mai-kade chale.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
yahii bazm-e-aish hogii yahii daur-e-jaam hogaa
magar aaj kaa tasavvur yahaa.n kal haraam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
faqiih-e-shahr se mai kaa javaaz kyaa puuchhe.n
ki chaa.ndnii ko bhii hazrat haraam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
agar kabhii mujhe maujuudgaa.n se fursat ho
to raftagaa.n mirii nii.nde.n haraam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
yaa.n aab-o-daana mausam-e-gul me.n haraam hai
zunnaar-e-vaa-gusista hai mauj-e-sabaa mujhe