SEARCH RESULTS
Showing search results for "Galat-bar-daar"
Ghazal MATCHES FOR "Galat-bar-daar"
Ghazal
ek jaa harf-e-vafaa likkhaa thaa so bhii miT gayaa
zaahiran kaaGaz tire KHat kaa Galat-bar-daar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aazim-e-baargah-e-dost thaa 'maanii' lekin
kyaa pahu.nchtaa ki hai sar bar-dar-e-asnaam abhii
Mani Jayasi
Ghazal
baaG-e-ulfat me.n har hasii.n KHvaahish
baar-daar-e-samar nahii.n hotii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
hariim-e-naaz ko dekho ki aaj pahlii baar
dar-e-niyaaz khulaa hai yaqii.n nahii.n aataa
Raj Kumar Qais
Ghazal
kyaa zikr dosto.n kaa rafiiqo.n kaa in dino.n
ham apne saa.e se bhii ka.ii baar Dar chuke
Shahid Bhopali
Ghazal
kaash vo ik baar dar pe dene dastak aa.e to
phir hamesha ke liye dil us kaa ghar ho jaa.egaa
Ishtiyaq Ahmad Aajiz
Ghazal
dii vaqt ne dastak to mire dar pe ka.ii baar
dar jis ne na kholaa vo mirii apnii anaa thii
Gulshan Barelvi
Ghazal
'nasriin' Dhuu.nDhnaa hai dil-e-gum-shuda agar
mil jaa.egaa tujhe dar-e-dil-bar ke aas-paas
Nasreen Syed
Ghazal
ye to huuro.n kaa talabgaar hai dii.n-daar kahaa.n
ba.ndh ga.ii shaiKH ke sar bhuule se dastaar Galat
Murli Dhar Shad
Ghazal
ham ne kahaa ki aashiqii-e-siim-o-zar Galat
us ne kahaa ye baat nahii.n hai magar Galat
Shehab Kazmi
Ghazal
kyo.n musir ho ki Galat baat kii taa.iid karuu.n
mai.n to is jurm pe apnaa bhii taraf-daar nahii.n
Shayar Jamali
Ghazal
raat bhar dard kii sham.a jaltii rahii
Gam kii lau thartharaatii rahii raat bhar