SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHallaaq"
Ghazal MATCHES FOR "KHallaaq"
Ghazal
Kabeer
Ghazal
vaahima KHallaaq aazaadii kaa husn-afzaa suruur
har fareb-e-rang kaa pahle gulistaa.n naam thaa
Aasi uldani
Ghazal
kitnii KHallaaq hai ye niistii-e-ishq 'firaaq'
us se hastii hai 'ibaarat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaahima KHallaaq aur aazaadii husn-afzaa suruur
har fareb-ra.ng kaa pahle gulistaa.n naam thaa
Aasi uldani
Ghazal
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
kyaa huduud-e-yaqii.n me.n hai KHallaaq
yaa saraasar gumaa.n hai kyaa ma.aluum
Josh Malihabadi
Ghazal
ham ko ye Gam hii na le Duube kahii.n KHallaaq-e-KHalq
be-zamiiro.n par rahegii taaj-daarii kab talak
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
itnaa shu.uur de hame.n KHallaaq KHair-o-shar
KHaar-o-zabuu.n hai kaun farishta kise kahe.n
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
KHallaaq-e-husn-o-ishq ba.Daa dil-navaaz hai
taKHliiq-e-sham.a hote hii parvaana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
dekho bashar me.n san.at-e-KHallaaq-e-rozgaar
sab ek hai.n magar hai shamaa.il alag alag
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dekhaa kabhii jo dahr ko shaa.ir kii aa.nkh se
KHallaaq-e-kaa.enaat bhii sadiyo.n rahaa maluul
Raza Ashk
Ghazal
athar shakeel
Ghazal
kahii.n KHalq o kahii.n KHallaaq-e-aalam
kahii.n zaahir kahii.n pinhaa.n hu.aa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ka.aba hai agar shaiKH kaa masjuud-e-KHalaa.iq
har but hai mire der kaa ma.abuud-e-KHalaa.iq
Taban Abdul Hai
Ghazal
maKHluuq the pe KHaaliq-o-KHallaaq ho ga.e
bhuuko.n ko yuu.n milaa hai ki razzaaq ho ga.e
Syed Yunus Ejaz
Ghazal
KHalaq ke Dar se jo sajda bhii hai iiqaan bhii hai
naam tuurii ho qusuurii ho futuurii kyaa hai