SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazadi ke bad dehli mein urdu tanz o mazah ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aazadi ke bad dehli mein urdu tanz o mazah ebooks"
Ghazal
'aduu ko dekh ke jab vo idhar ko dekhte hai.n
nazar charaa ke ham un kii nazar ko dekhte hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
bahar-suurat hai.n ham shiiriini-e-guftaar ke sadqe
tire iqraar ke sadqe tire inkaar ke sadqe
Khar Dehlavi
Ghazal
lafz kii buhtaat itnii naqd o fan me.n aa ga.ii
masKH ho kar suurat-e-ma.anii suKHan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
Anwar Sheikh
Ghazal
KHaatir se yaa lihaaz se mai.n maan to gayaa
jhuuTii qasam se aap kaa iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kabhii phuulo.n se bahlaayaa gayaa huu.n
kabhii kaa.nTo.n me.n uljhaayaa gayaa huu.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
is bazm me.n na hosh rahegaa zaraa mujhe
ai shauq-e-harza-taaz kahaa.n le chalaa mujhe
Bekhud Badayuni
Ghazal
Haneef Asadi
Ghazal
kuchh baat hii thii aisii ki thaame jigar ga.e
ham aur jaate bazm-e-aduu me.n magar ga.e
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
nadiim baaG me.n josh-e-numuu kii baat na kar
bahaar aa to ga.ii ra.ng-o-buu kii baat na kar
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
teraa har rang sitam ai sho.ala-ruu achchhaa lagaa
jitne tuu ne Gam diye utnaa hii tuu achchhaa lagaa
Shadan Badayuni
Ghazal
kisii tarah se na bahlaa firaaq-e-yaar me.n dil
KHizaa.n kii tarah fasurda rahaa bahaar me.n dil
Kokab Muradabadi
Ghazal
farhaad kis umiid pe laataa hai juu-e-shiir
vaa.n KHuun kii havas hai nahii.n aarzuu-e-shiir
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
na saanii jab mazaaq-e-husn ko apnaa nazar aayaa
nigaah-e-shauq tak le kar payaam-e-fitna-gar aayaa