SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab saaz 04 05 nusrat zaheer magazines"
Ghazal MATCHES FOR "adab saaz 04 05 nusrat zaheer magazines"
Ghazal
vo shab ke saa.e me.n fasl-e-nashaat kaaTte hai.n
ham apnii zaat ke hujre me.n raat kaaTte hai.n
Azhar Adeeb
Ghazal
udaas udaas sar-e-saaGar-o-subuu bhii mai.n
yam-e-nashaat kii ik mauj-e-tund-KHuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
udaas udaas sar-e-saaGar-o-subuu bhii mai.n
yam-e-nashaat kii ik mauj-e-tund-KHuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
Gam-o-nishaat ajab thaa ki sab fazaa chup thii
mohabbato.n kaa shajar KHushk thaa sabaa chup thii
Imran Azeem
Ghazal
'zahiir' soz-e-daruu.n bhii ajab karishma hai
mai.n duur rah ke bhii us se kabhii judaa na hu.aa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
tauba to kar chukaa huu.n magar phir bhii ai 'adam'
tho.Daa saa zahr laa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
Gam ko nashaat-e-ziist kaa unvaa.n banaa diyaa
us ne mirii vafaa kaa ajab saa sila diyaa
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
ye faiz ahl-e-dil kii du.aa.o.n kaa hai 'nishaat'
halkaa saa jo azaab kahii.n hai kahii.n nahii.n
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
saaf zaahir hai jo hai KHaana-e-zanjiir udaas
mar ke zindaa.n se ko.ii be-sar-o-saamaa.n niklaa
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
shauq se aap ye a.ngrezii davaa bhii lete
ham faqiiro.n se magar tho.Dii du.aa bhii lete
Haseeb Soz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
be-KHabar saa thaa magar sab kii KHabar rakhtaa thaa
chaahe jaane ke sabhii aib-o-hunar rakhtaa thaa