SEARCH RESULTS
Showing search results for "afkar e sayyadain ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "afkar e sayyadain ebooks"
Ghazal
agar nahii.n shajar-e-saaya-daar rasto.n me.n
saro.n pe jalne hu.e aaftaab likh denaa
Qamar Sanbhali
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haq se hu.aa thaa kabhii siina-e-aalam gudaaz
mujh ko sunaa diijiye phir vo navaa-haa-e-raaz
Syeda Akhtar
Ghazal
le ke yaado.n ke chaman-zaar kahaa.n se aa.ii
ye sabaa-e-karam-aasaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Akhtar
Ghazal
shikasta-dil the tiraa e'tibaar kyaa karte
jo e'tibaar bhii karte to pyaar kyaa karte
Sajid Amjad
Ghazal
is saaya-daar pe.D ko ja.D se ukhaa.D ke
kyaa mil gayaa tujhe mirii duniyaa ujaa.D ke
Maratib Akhtar
Ghazal
mirii KHaak me.n vilaa kaa na ko.ii sharaar hotaa
na hii dil se aag uThtii na ye be-qaraar hotaa
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
chaaro.n taraf KHalaa me.n hai gahraa Gubaar saa
phir bhii kahii.n pe hai yuu.nhii kuchh aashkaar saa
Ishrat Zafar
Ghazal
nasiib-e-ishq dil-e-be-qaraar bhii to nahii.n
bahut dino.n se tiraa intizaar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
KHaak ne apnaa tasallut thaa jamaayaa jis dam
mai.n ne aflaak ko socho.n se uThaayaa jis dam
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
hazaar zaKHm ba-unvaan-e-jaa.n liye phirnaa
umiid-o-biim kii ek daastaa.n liye phirnaa