SEARCH RESULTS
Showing search results for "akiil"
Ghazal MATCHES FOR "akiil"
Ghazal
saaf iz.haar ho aur vo bhii kam-az-kam do baar
ham vo aaqil hai.n jinhe.n ek ishaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
numuud o buud ko aaqil habaab samjhe hai.n
vo jaagte hai.n jo duniyaa ko KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
jis ke muhtaaj shahanshaah bhii hai.n ai 'aaqil'
ham faqiiro.n ko ik aisaa bhii kamaal aataa hai
Dharmpal Aaqil
Ghazal
mujh saa hii ho majnuu.n bhii ye kab maane hai aaqil
har sar nahii.n ai 'miir' sazaa-vaar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
muztar huu.n kis kaa tarz-e-suKHan se samajh gayaa
ab zikr kyaa hai saama-e-aaqil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vahii to jaan sakegaa hamaaraa haal 'aqiil'
vo jis ne hijr sahaa yaa kabhii mohabbat kii
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
Zafar Ali Khan
Ghazal
hai.n mai-kade bhii khule aur chaa.e-KHaane bhii
chalo 'aqiil' kahii.n chal ke kuchh piyaa jaa.e
aqeel nomani
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
fareb-e-mashriq-o-maGrib hai.n rahravaan-e-jadiid
ye bad-nasiib na aaqil hu.e na diivaane
Nushur Wahidi
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
vo jaantaa hai us kii daliilo.n me.n dam nahii.n
phir bhii mubaahiso.n kaa use shauq kam nahii.n
aqeel nomani
Ghazal
baraa.e-naam sahii ko.ii mehrbaan to hai
hamaare sar pe bhii hone ko aasmaan to hai
Aqeel Shadab
Ghazal
fareb-e-mashriq-o-maGrib hai.n rahravaan-e-jadiid
ye bad-nasiib na aaqil hu.e na diivaane
Nushur Wahidi
Ghazal
rahiye ahbaab se kaT kar ki vabaa ke din hai.n
saa.ns bhii liijiye haT kar ki vabaa ke din hai.n
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
un kii har baat hii urdu me.n sanad hai had hai
meraa likkhaa hu.aa har lafz hii radd hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
hit chor chit bhulaave mai.n aapne piyaa kuu.n
aaqil jahaa.n ke bole.n hikmat use kate hai.n
Ali Adil Shah Shahi 2nd
Ghazal
is se pahle ki kahaanii se kahaanii nikle
aa mire dil me.n utar aa.nkh se paanii nikle
Aqeel Abbas
Ghazal
zholiida-muu o chaak-garebaa.n sab ahl-e-dil
ko.ii to is qabiile me.n aaqil bhii chaahiye