SEARCH RESULTS
Showing search results for "avaam"
Ghazal MATCHES FOR "avaam"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
vahii shaah chaahte hai.n jo Gulaam chaahte hai.n
ko.ii chaahtaa hii kab hai jo avaam chaahte hai.n
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
avaam baa.ndh le.n dohar to third vaanTar me.n
second-o-first kii ho.n band khi.Dkiyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo taaza-dam hai.n na.e sho.abde dikhaate hu.e
avaam thakne lage taaliyaa.n bajaate hu.e
Azhar Inayati
Ghazal
kamaa ke dete hai.n jo maal vo amiiro.n ko
hisaab kyuu.n nahii.n lete kabhii avaam us kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Dar to ye hai hu.ii jo kabhii din kii raushnii
us raushnii me.n tum bhii lagoge avaam se
Rais Farogh
Ghazal
jo dushman-e-avaam the nafrat unhii.n se kii
aur ishq be-hisaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
kahii.n jhapaT na pa.De.n din me.n mash.ale.n le kar
avaam ko na sujhaa.o ki raushnii kam hai
Shaad Aarfi
Ghazal
nizaam bikhraa hu.aa hai avaam be kal hai
banii hu.ii hai jo suurat badal sakoge kyaa
Raakesh ulfat
Ghazal
ye bevaquuf bahut lagtii hai avaam use
tabhii to roz hii jumle naviin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa