SEARCH RESULTS
Showing search results for "chand roz aur merii jaan faqat chand hii roz"
Ghazal MATCHES FOR "chand roz aur merii jaan faqat chand hii roz"
Ghazal
vaqt o haalaat se KHvaahish thii faqat chand hii roz
qaid-e-lamhaat se baahar mujhe rahne dete
Rashid Aazar
Ghazal
aaKHirash hogii jo un par to kise bhaavegaa
chand roz aur hii mehmaan ye gaalii denaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham ko to dard-e-judaa.ii se hii mar jaanaa thaa
chand roz aur na qaatil ko ishaara karte
A G Josh
Ghazal
chand roz aur badan tuu bhii Thikaana hai mujhe
raasta chho.D ki jaldii me.n huu.n jaanaa hai mujhe
Ameer Imam
Ghazal
tuu shab-o-roz se halkaan nazar aataa hai
chand hii roz kaa mehmaan nazar aataa hai
Amritanshu Sharma
Ghazal
nardbaa.n kahte hai.n hai baam-e-haqiiqat kaa majaaz
chand roz is vaaste ishq-e-majaazii kiijiye
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye husn ye javaanii mehmaa.n hai chand roza
is par na kar ye Garra o aan-baan vaale
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
mere savaal-e-vasl par aaj vo mujh se kah ga.e
tuu abhii chand roz aur hijr me.n aah aah kar
Aziz Warsi
Ghazal
raat chaupaal me.n dete the tasallii saare
chand hii roz hai.n ab fasl bhii pak jaa.egii
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
roz-o-shab aur na.e arz-o-samaa maa.nge hai
aaj kaa daur na.ii aab-o-havaa maa.nge hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
baaG-e-jahaa.n kii sair dilaa kar le ko.ii din
qaa.em ye chand roz tilismaat aur hai
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
chup rahe.n ham to sar-e-daar pukaaregaa lahuu
chand hii roz me.n aa.iin-e-jahaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
ho.nTo.n pe jo tere hai ye muskaan mirii jaan
le jaa.egii ik roz mirii jaan mirii jaan
Sulaiman Jazib
Ghazal
lagtaa hai phir qariib hai.n faaqo.n ke roz-o-shab
hotii hai chand roz se behtar guzar-basar
Qamar Malal
Ghazal
phir hayaat-e-chand-roza kaa ma.aal
maut par jab zindagii hai munhasir