SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuntii"
Ghazal MATCHES FOR "chuntii"
Ghazal
mai.n phuul chuntii rahii aur mujhe KHabar na hu.ii
vo shaKHs aa ke mire shahr se chalaa bhii gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
daastaano.n ke sabhii kirdaar kam hone lage
aaj kaaGaz chuntii phirtii hai parii baGdaad kii
Rahat Indori
Ghazal
vo KHaak ki parvaa-e-nasheman nahii.n rakhtii
chuntii nahii.n pahnaa-e-chaman se KHas o KHaashaak
Allama Iqbal
Ghazal
muskuraate KHvaab chuntii gungunaatii ye nazar
kis tarah samjhe.n mirii qismat kii naa-manzuuriyaa.n
Sardar Anjum
Ghazal
yaad chuntii rahii biite pal raat bhar
chaa.nd ke jangalo.n me.n bhaTaktii hu.ii
Sandeep Thakur
Ghazal
kab tak tanhaa chuntii jaa.e zaKHm 'rabaab'
rakh miiThe lafzo.n ke marham shahzaade
Fauziya rabab
Ghazal
KHatm hotii hai samundar pe kabhii sahraa me.n
raaste chuntii hai dariyaa kii ravaanii kyaa kyaa
Govind Gulshan
Ghazal
kapaas chuntii hu.ii aurte.n sukhii hotii.n
jahaa.n jahaa.n ye zamii.n hai kisaa.n kaa hal jaataa
Hamida Shaheen
Ghazal
Paras Mazari
Ghazal
vo merii palko.n ke saa.e saa.e vafaa kii bele.n
aur un se KHvaabo.n ke phuul chuntii 'ajiib sii chup
Farah iqbal
Ghazal
nuur ke ta.Dke mai.n ne dekhii pankhu.Diyo.n par os
taaro.n ke motii chuntii hai saarii raat kapaas
Irfana Azeez
Ghazal
titliyaa.n rang chuntii rahtii hai.n
aur mai.n KHushbu.o.n kii kaan me.n huu.n
Khurshid Rabbani
Ghazal
Beena goindi
Ghazal
mai.n us ke ma.anii o maqsad ke sang chuntii rahii
vo ek harf jo ehsaas ko kuchaltaa rahaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
uzr-KHvaahaana nigaahe.n harf chuntii rah ga.ii.n
baaz-pursaa.n KHaamushii apnii kahii manvaa ga.ii