SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-kaatib-e-taqdiir"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-kaatib-e-taqdiir"
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Guruur-e-kaatib-e-taqdiir to.D Daalte hai.n
chalo ye aabla-e-baKHt pho.D Daalte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
laraz gayaa hai jahaa.n dast-e-kaatib-e-taqdiir
hamaarii ziist me.n lamhaat aa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
Naushad Ashhar
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaatib-e-taqdiir mere haq me.n kuchh tahriir ho
ranj ho yaa shaadmaanii kuchh to daaman-giir ho
Raghib Akhtar
Ghazal
ho navishta ye bhii jaise kaatib-e-taqdiir kaa
kaaGazii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
G R Kanwal
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
sifat-e-kaatib-e-taqdiir ke likhne vaale
arsa-e-hashr ko maidaan-e-qalam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
merii taqdiir ko kuchh aur nikhar jaane de
Thahr ai kaatib-e-taqdiir sa.nvar jaane de
Ahmad Mujaddadi Asad
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir hamaarii bhii razaa puuchh
yuu.n naala-e-taqdiir raqam hone na de.nge
Saghar Nizami
Ghazal
shikva-e-kaatib-e-taqdiir bajaa hai lekin
dast-e-tadbiir me.n jab daaman-e-taqdiir na ho
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
ai mire kaatib-e-taqdiir zaraa ye to bataa
terii tahriir bhii kyaa radd-o-badal hotii hai
Aatish Raza
Ghazal
pa.Dhtaa hii nahii.n vo kabhii tahriir hamaarii
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir hamaarii
Sharjeel Ansari
Ghazal
tum to karte ho mirii klik-e-suKHan ko paaband
kaun hai kaatib-e-taqdiir-e-vatan kyaa jaano?
Parvez Shahidi
Ghazal
kyaa kaatib-e-taqdiir se zaKHmo.n kii shikaayat
jo tiir thaa tarkash me.n so chalne ke liye thaa
Saif Zulfi
Ghazal
sab kuchh to pahle kaatib-e-taqdiir likh chukaa
ai aadmii yahaa.n tirii saazish fuzuul hai
Habeeb Nadeem
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
rokii ga.ii na kaatib-e-taqdiir se ha.nsii
terii zabaa.n pe vasl kaa iqraar dekh kar