SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-saaqii"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-saaqii"
Ghazal
raas aa.ii na mohabbat mujhe varna 'saaqii'
mai.n ne sochaa thaa ki har dil me.n utar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
ain mumkin hai ko.ii TuuT ke chaahe 'saaqii'
kabhii ek baar palaT kar to javaanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
bas ek tohfa-e-iflaas ke sivaa 'saaqii'
mashaqqato.n ne mirii aur kyaa diyaa hai mujhe
Saqi Amrohvi
Ghazal
mai.n ne jaanaa kaasa-e-sar hai kisii mai-KHvaar kaa
vaazhguuna dast-e-saaqii me.n jo paimaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
faiz-e-nigaah-e-rahbar-e-kaamil kaa hai asar
'saaqii' hai mahv taa.at-e-rabb-e-vaduud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
na jaane kaisii karaamat thii dast-e-saaqii me.n
ba-qaid-e-hosh ko.ii hoshiyaar bhii na milaa
Maher Chand Kausar
Ghazal
dast-e-saaqii par lagaa.e aa.nkh rahtaa hai mudaam
jaam-e-mai hai diida-e-hasrat kisii mai-KHvaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
hai.n aaftaab naar-e-mohabbat ke soKHta
sohbat me.n un kii hotii hai 'saaqii' jilaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa