SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-paimaana"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-paimaana"
Ghazal
kaise dil lagtaa haram me.n daur-e-paimaana na thaa
is liye phir aa.e ka.abe se ki mai-KHaana na thaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
tuu rahe ye rut rahe ye daur-e-paimaana rahe
taa-qayaamat saaqiyaa aabaad mai-KHaana rahe
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
vahaa.n hii talKHiyaa.n piitaa rahaa huu.n
jahaa.n ai 'daur' maiKHaane nahii.n hai.n
Daur Afridi
Ghazal
pahlii sii vo hikaayat-e-shaam-o-sahar nahii.n
shaayad kisii ne 'daur' tujhe kuchh bhulaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
na baada hai na suraahii na daur-e-paimaana
faqat nigaah se ra.ngii.n hai bazm-e-jaanaana
Allama Iqbal
Ghazal
ye kis ke haath me.n aayaa hai daur-e-paimaana
labo.n pe apne ba.Dii tishnagii sii lagtii hai
Masooda Hayat
Ghazal
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
Kashfi Lucknavi
Ghazal
Hamid-ul-Ansari Anjum
Ghazal
shahr-e-salmaa hai sar-e-raah ghaTaa.e.n hamraah
saaqiyaa aaj to daur-e-mai-o-paimaana chale