SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e meer hasan meer hasan ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "deewan e meer hasan meer hasan ebooks"
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
hai dhyaan jo apnaa kahii.n ai maah-jabii.n aur
jaanaa hai kahii.n aur to jaataa huu.n kahii.n aur
Meer Hasan
Ghazal
itne aa.nsuu to na the diida-e-tar ke aage
ab to paanii hii bharaa rahtaa hai ghar ke aage
Meer Hasan
Ghazal
dildaar dil is tarah baham aa.e nazar me.n
jis tarah guhar aab me.n aur aab guhar me.n
Meer Hasan
Ghazal
kahtaa na thaa mai.n ai dil tuu us se jii lagaa na
us kaa to kyaa gayaa ab teraa hii jii gayaa na
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
jigar-e-soKHta hai.n aur dil-e-biryaa.n hai.n ham
sho.ale kii tarah sadaa diida-e-giryaa.n hai.n ham
Meer Hasan
Ghazal
aan kar Gam-kada-e-dahr me.n jo baiThe ham
sham.a saa.n apne ta.ii.n aap hii ro baiThe ham
Meer Hasan
Ghazal
mar ga.e din hii ko ham hijr me.n sad-shukr 'hasan'
kaam pahu.nchaa na hamaaraa shab-e-diijuur talak
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
us ke kuuche se sabaa gar idhar aa jaatii hai
dil ke naalo.n kii mufassal KHabar aa jaatii hai
Meer Hasan
Ghazal
kaun kartaa hai sar-e-zulf kii baate.n dil me.n
jii pe kaTtii hai.n ajab tarah kii raate.n dil me.n