SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e muntazir ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "deewan e muntazir ebooks"
Ghazal
ushshaaq kaa dil daaG kaa andaaza hu.aa mahz
peshaanii-e-dilbar pe ajab Gaaza hu.aa mahz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
zauq-e-nazar huduud ba.Dhaane me.n rah gayaa
naadaan dil havas ke miTaane me.n rah gayaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
ajab kyaa mash.ale.n le kar hamaaraa muntazir ho
pas-e-diivaar-e-shab girya-kunaa.n ko.ii sitaara
Mumtaz Athar
Ghazal
muntazir thaa tiraa diivaana-e-gesuu jis raat
aalam-e-chashm har ik halqa-e-zanjiir me.n thaa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
har ik ne kahaa kyuu.n tujhe aaraam na aayaa
sunte rahe ham lab pe tiraa naam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mujh se milne shab-e-Gam aur to kaun aa.egaa
meraa saaya hai jo diivaar pe jam jaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
aisii taqsiim kii suurat nikal aa.ii ghar me.n
dhuup ne hijr kii diivaar uThaa.ii ghar me.n
Tariq Naeem
Ghazal
muntazir dasht-e-dil-o-jaa.n hai ki aahuu aa.e
saare manzar hii badal jaa.e.n agar tuu aa.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
muntashir zehn kii socho.n ko ikaTThaa kar do
tum jo aa jaa.o to shaayad mujhe tanhaa kar do
Qaisarul Jafri
Ghazal
suu-e-kalkatta jo ham ba-dil-e-diivaana chale
gungunaate hu.e ik shoKH kaa afsaana chale
Akhtar Shirani
Ghazal
daam-e-KHushbuu me.n giraftaar sabaa hai kab se
lafz iz.haar kii uljhan me.n pa.Daa hai kab se
Amjad Islam Amjad
Ghazal
laakh Takraate phire.n ham sar dar-o-diivaar se
jii ki bhartaa hii nahii.n hai lazzat-e-aazaar se