SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-farebii"
Ghazal MATCHES FOR "dil-farebii"
Ghazal
aazaadii-e-junuu.n kaa yahii kyaa ma.aal thaa
zindaa.n se dil-farebii-e-sahraa badal ga.ii
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
ye dil-farebii-e-har-barg-e-gul are tauba
jamaal-e-naaz kii bikhrii hu.ii kitaab na ho
Ziya Allahabadi
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
e.ajaaz-e-dil-farebii-e-andaaz dekhnaa
har har adaa pe mujh ko gumaan-e-nazar rahaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
dil-farebii mirii duniyaa ne to behad chaahii
merii hii himmat-o-Gairat kaa taqaaza na hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
har ik vujuud hai aa.iina dil-farebii kaa
magar savaal tirii chashm-e-intiKHaab kaa hai
Raza Vasfi
Ghazal
ham ne ishq-o-ulfat me.n vo fareb khaa.e hai.n
jin kii dil-farebii ko zindagii tarastii hai
Rishi Patialvi
Ghazal
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
dil-farebii hai tirii baa.is-e-sad josh o KHarosh
haal ye ho to dil-e-zaar shakebaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
mausam kii dil-farebii ye kahtii hai baar baar
kam-tar hai un kaa husn bhii manzar ke saamne
Bismil Aazmi
Ghazal
Nudrat Kanpuri
Ghazal
ye terii sard-mehrii ye terii kaj-adaa.ii
ik husn-e-dil-farebii ik shaan-e-dilrubaa.ii
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo dil-farebii-e-rang-e-bahaar kyaa jaane
ki jis kaa hosh Thikaane nahii.n bahaar me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
vo ahd-e-dil-farebi-e-taasiir ab kahaa.n
muddat se aah aah kii hasrat nahii.n rahii