SEARCH RESULTS
Showing search results for "ejad e maani ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "ejad e maani ebooks"
Ghazal
ijz ejaaz-e-suKHan hai ma.anii-e-iijaad-e-fan
qiimat-e-arz-e-hunar kaa kuchh to andaaza lagaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
na thaa mai.n mo'taqid e.ajaaz-e-mai kaa
ba.Dii mushkil se manvaayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
aalam-e-husn hai vo naqsh-e-ma.aanii 'saaqib'
jo mirii tab-e-KHudaa-daad ne iijaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dar-e-tauba se baguulo.n kii tarah guzre log
abr kii tarah umaD aa.e jo mai-KHaana khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
lafz kaa dariyaa utraa dasht-e-ma.aanii phailaa
misra-e-uulaa hii me.n misra-e-saanii phailaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
jab tak dahaan-e-zaKHm na paidaa kare ko.ii
mushkil ki tujh se raah-e-suKHan vaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
'asad' se tark-e-vafaa kaa gumaa.n vo ma.anii hai
ki khii.nchiye par-e-taa.ir se suurat-e-parvaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
laGzish-e-mastaana o josh-e-tamaashaa hai 'asad'
aatish-e-mai se bahaar-e-garmii-e-baazaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
zarre zarre me.n hai ik aalam-e-ma.anii pinhaa.n
KHaak-e-barbaad ko samjhe ho ki aabaad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ik qatra-e-ma.anii se afkaar kaa dariyaa ho
ai zarra-e-aagaahii ab phail ke sahraa ho
Khawer Eijaz
Ghazal
na us ko bhuul paa.e hai.n na ham ne yaad rakkhaa hai
dil-e-barbaad ko is tarha se aabaad rakkhaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
terii chashm-e-sitam-iijaad se Dar lagtaa hai
ye Galat hai kisii uftaad se Dar lagtaa hai
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
KHvaahish-e-iijaad hai apne ma.aanii kii use
lag rahaa ye fe.al hai masdar se uktaayaa hu.aa